Wednesday, June 20, 2007

HER EYES !!!

nazarein milana chahte hain, deedar karna chahte hain,
par zamaana beech mein aa jaata hai.
teri in aankhon ke kaale samundar mein doob jaana chahte hain,
par sharafat beech mein aa jaati hai.
un nainon ka kabhi uthna kabhi sharmana dekhna chahte hain,
par woh kambakht be-lagaam lattein beech mein aa jaati hain.

No comments: